Usay itna na chaha kar
Zara tham tham k barsa kar..
abhi itna na rotha kar..
Abhi to dur hai manzil
Abhi khud ko na tanha kar..
Teri ankhen smandar hen
Samandar ko na sehra kar..
Mera dil doob jata hai
Mujhe ase na dekha kr..
Hawa mujh se kahe pagal
Na yun raston me betha kar..
Wo ek din chor jaye ga
Usay itna na chaha kar..
Subscribe to:
Post Comments (Atom)

No comments:
Post a Comment